محبت جب بھی ہوتی ہے
محبت جب بھی ہوتی ہے
ستارہ وار ہوتی ہے
بساط وقت سے باہر
ابد کے پار ہوتی ہے
محبت جب بھی ہنستی ہے
کہیں بجلی چمکتی ہے
کہیں بادل برستے ہیں
ہوا نظمیں سناتی ہے
زمیں پر پھول کھلتے ہیں
پرندے لوٹ آتے ہیں
محبت جب بھی روتی ہے
سمندر پھیل جاتے ہیں
کنارے ڈوب جاتے ہیں
محبت جب بھی سوتی ہے
کسی عورت کے بستر میں
بڑی گہری گھنی نیندیں
بدن پر اوڑھ لیتی ہے
محبت جب بھی مرتی ہے
ابد کی موت مرتی ہے
نصیر احمد ناصر
Muhobat Jab Bhi Hoti Hai
Sitaara waar Hoti Hai
Bisaat-e-Waqt sy Bahir
Abad K paar Hoti hai
Muhobat Jab Bhi Hansti Hai
Kahein Bijli Chamakti Hai
Kahein Badal Barastay Hain
Hawa Nazmein Sunaati Hai
Zamein Par Phool Khiltay Hain
Parinday Laot aatay Hain
Muhobat Jab Bhi Roti Hai
Samander Phail Jatay Hain
Kinaary Doob jatay Hain
Muhobat Jab Bhi Sooti Hai
Kisi Aorat K Bistar mein
Barri gehri ghani Neendein
Badan par Orrh Leti Hai
Muhobat Jab Bhi marti Hai
Abad Ki maot marti Hai
Naseer Ahmad Nasir
No comments:
Post a Comment