موتی نہیں ہوں ریت کا ذرہ تو میں بھی ہوں
دریا ترے وجود کا حصہ تو میں بھی ہوں
اے قہقہے بکھیرنے والے، تو خوش بھی ہے؟
ہنسنے کی بات چھوڑ کہ ہنستا تو میں بھی ہوں
مجھ میں اور اُس میں صرف مقدر کا فرق ہے
ورنہ وہ شخص جتنا ہے اتنا تو میں بھی ہوں
اُس کی تو سوچ، دنیا میں جس کا کوئی نہیں
تو کس کے لیئے اُداس ہے تیرا تو میں بھی ہوں
اک ایک کر کے ڈوبتے تارے بجھ گئے
مجھ کو بھی ڈوبنا ہے ستارہ تو میں بھی ہوں
اک آئنے میں دیکھ کے آیا ہے یہ خیال
میں کیوں نہ اُس سے کہ دوں کہ تجھ سا تو میں بھی ہوں
Moti Nahi Hoon Rait Ka Zarra To mein Bhi Hoon
Dariya Teray Wajood Ka Hissa To mein Bhi Hoon
Aay Qehqahay Bikhernay Walay, Tu Khush Bhi Hai?
Hansnay Ki baat Chor K Hansta To mein BHi Hoon
Mujh mein aur Us mein Sirf Muqadar Ka Farq Hai
Warna Woh Shaks Jitna Hai itna To mein Bhi HOon
Us Ki To soch, Duniya mein Jis Ka Koi Nahi
Tu Kis Liye Udaas hai Tera To meiN Bhi Hoon
aik aik Kar K Doobtay Taaray Bujh gaye
Mujh Ko Bhi Doobna Hai Sitaara To mein Bhi Hoon
ik Aaeinay mein Deikh K aaya hai Ye Khayaal
mein Kiyun Na Us sy Keh Doon K Tujh sa To mein
No comments:
Post a Comment