ناجانے چاند نے کیا بات کی ہے ؟
کہ پانی دور تک ہنستا گیا ہے
تمہیں دل کے چلے جانے کا کیا غم ؟
تمہارا کونسا اپنا گیا ہے ___
Na janay Chaand Ne Kiya Baat Ki Hai
K pani Door Tak Hansta gaya Hai
Tumhein Dil K Chalay Janay Ka Kiya gham
Tumhara Kon sa Apna gaya Hai
Ali Zariyoun
No comments:
Post a Comment